HitParad
Mitraz – Sara Zamana
Трек

Mitraz – Sara Zamana

О треке:
Длительность: 02:35Формат: MP3Качество: 320 kb/sРазмер: 5.9 MB
Текст песни
In baadlon mein in raasto mein
Kyun aaj tere phir khamoshi
In kaagzon mein fir kya likhu main
Ab jo kahani hai adhoori

Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Inn galiyon ko chhodke
Kahan chala

Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahan phiraa

Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi

Kaisa junoon hai dil ko sukoon hai
Phir aarzoo mein kyun hi jalu main
In kaagzon mein ab kya likhu main
Ye jo kahani hai adhoori

Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Inn galiyon ko chhodke
Kahan chala

Tujhe kyun na dil keh paaya
Tere bin na reh paaya
Iss bheege mausam mein
Kahan phiraa

Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi

Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye khaak nahi
Aaj sara zamana lagta haseen
Par tere bina ye kuch khaak nahi
Треки исполнителя
Похожие треки